Deeni Malumaat - Kis Sahaabi ka naam Qur'an mein aaya hai ?

Sawaal: Kis Sahaabi ka naam Qur'an mein aaya hai ?

Jawaab: Hazrat Zaid Bin Haarisa (Radiyallahu Anhu) ka naam Qur'an mein aaya hai.

Ref: (Sura-e-Ahzaab: 37)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp
Share Youtube Link on: WhatsApp

Qur'an kis ki kitaab hai?

Sawaal: Qur'an kis ki kitaab hai?

Jawaab: Qur'an Allah Ta'ala ki kitaab hai.

(Surah-e-Faatir: 29)

Share Youtube Link on: WhatsApp

Sawaal: Kis Maheene Ke Roze Farz Hain?

Share Youtube Link on: WhatsApp

Sawaal: Jahannam ke daaroga ka naam kya hai?


Share Youtube Link on: WhatsApp

Jannat Ke Daaroga (Muhaafiz) Ka Naam Kya Hai?


Share Youtube Link on: WhatsApp

Hamaara Rab kaun hai ?

Sawaal: Hamaara Rab kaun hai?
Jawaab: Hamaara Rab Allah hai.
Ref: (Sura-e-Ha Meem Sajda: 30)
Share this on: 
Share Youtube Link on: WhatsApp

Taqdeer kise kehte hain?

Sawaal: Taqdeer kise kehte hain?

Jawaab: Saare aalam mein jo kuchh huwa, hota hai aur hoga, tamaam cheezon ka Allah Ta'ala ko pehle se ilm hai, Allah Ta'ala ke isi ilm ko "Taqdeer" kehte hain.

Ref: (Sharahul Aqeedah At Tahaawiyah: 1/272)


Share on: 
Share Youtube Link on: WhatsApp

Farishte kaun hain?

Sawaal: Farishte kaun hain?

Jawaab: Farishte Allah Ta'ala ki Nooraani Makhlooq hain, jinhein "Malaaika" bhi kehte hain.

Ref: (Muslim)

Share on: 
Share Youtube Link on: WhatsApp

Qabr mein Sawaal karne waale farishton ko kya kehte hain?

Sawaal: Qabr mein Sawaal karne waale farishton ko kya kehte hain?
Jawaab: Qabr mein Sawaal karne waale farishton ko "Munkar Nakeer" kehte hain.
Ref: (Tirmizi: 1071)
Share this on: 
Share Youtube Link on: WhatsApp

Aamal likhne waale farishton ko kya kehte hain?

Sawaal: Aamal likhne waale farishton ko kya kehte hain?
Jawaab: Aamal likhne waale farishton ko "Kiraaman Kaatibeen" kehte hain.
Ref: (Sura-e-Infitaar: 11)
Share this on: 
Share Youtube Link on: WhatsApp